Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghoome galiyon mein ghoome jhoome masti mein jhoome ghoome galiyon mein ghoome jhoome masti mein jhoome apun ka raaj hai kisi ka dar nahin duniya naraaz hai koi fikar nahin aaju bachu aane waale daayen baayen jaane waale saare kehte hain humein tapori tap tap tap tapori tapori tap tap tap tapori borivali kandivali dombivali chandivali kahin bhi ja humein pehchane yaaro saara bombay jaane apna naam pata borivali kandivali dombivali chandivali kahin bhi ja humein pehchane yaaro saara bombay jaane apna naam pata dil ke hain bhale bande nek hain duniya bant gayi hum to ek hain aaju bachu aane waale daayen baayen jaane waale saare kehte hain humein tapori tap tap tap tapori tapori tap tap tap tapori gore gore galon waali kaale kaale baalon waali ruk zara dil dhadkaane waali humein tadpaane waali aise na ja gore gore galon waali kaale kaale baalon waali ruk zara dil dhadkaane waali humein tadpaane waali aise na ja raste mein yahaan tu hai kyun khadi denge dil tujhe aaja
ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo kis dil ko sunaao fasaana hoo oo aankh milte hi badla zamaana zamaana hoo oo kis dil ko sunaao fasaana aankh milte hi badla zamaana mere honthon pe geet kisi ke mere geeton mein bol khushi ke raseele kuchh nagmen chura kar laayi hoon nagmen chura kar laayi hoon hoo oo hua chupke hi chupke ishaara hoo oo mere dil ko mila ek sahaara sahaara hoo oo hua chupke hi chupke ishaara mere dil ko mila ek sahaara aayi mastaani rut albeli dil becha muhabbat le li kisi ko is dil mein chhupa kar laayi hoon dil mein chhupa kar laayi hoon ooo oo ooo oo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon
taqdeer ka fasaana taqdeer ka fasaana jaa kar kise sunaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana saanson mein aaj mere saanson mein aaj mere toofan uth rahe hai shehnaaiyon se keh do shehnaaiyon se keh do kahin aur jaa ke gaayen iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana matwaale chaand suraj matwaale chaand suraj tera uthaye dola tujhko khushi ki pariyaan tujhko khushi ki pariyaan ghar tere le ke jaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana tum to raho salaamat tum to raho salaamat sehra tumhen mubaaraq mera har ek aansoon mera har ek aansoon dene laga duhaayen iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana jaa kar kise sunaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana
heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah haa hey duniyan mein wo khushnaseeb yaar koyi jiske kareeb pyaar yahaan sabse ameer baaki yahaan sab gareeb pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi ho pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah jis par ye chhaya nasha wo hosh mein aa gaya jannat usse mil gayi jo dil tujhe paa gaya jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi ho jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah dooba jo dil pyaar mein wo doob ke tar gaya
Taqdeer Ka Fasana (Female)
taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar par dil kehta hai gardish bhi aakhir to kahin pahunchayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho ab meri tabiyat baaton se khuchh bhi naa behalne paayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin
taqdeer ke kalam se koi bach naa paayega taqdeer ke kalam se koi bach naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega maalik ne jo likh diya hai wo mita naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega wo pesh aayega chaahne se kabhi aarzoo pe phool naa khile khushi ke chaar din bhi zindagi mein naa milen dekhiye ye pyaar bhi kitna majboor hai manzil ke paas aa ke bhi manzil se door hai ik nazar bhar ke bhi naa tu dekh paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega wo pesh aayega kismat bina koi kisi ko paa nahin sakeee aur pyaar ko seene se bhi lagaa nahin sakeee milne se pehle hi yahaan dil toot jaate hain safar se pehle humsafar chhoot jaate hain taqdeer tujh pe hansegi tu ro naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega taqdeer ke kalam se koi bach naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega wo pesh aayega wo pesh aayega
basa li dil mein teri yaad aansoo ponchh liye rahe tu shaad humara hai kya jeeyen na jeeyen taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya kitne hi taare toote hoga na kabhi andhiyaaraa aasmaan par bahut hain taare dil tha ek humara dil tha ek humara toot na jaaye kyun dil uska saathi jis ka chhoot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya chaand ko apna daag hai pyaara chhupi hai koi kahaaniii main bhi chhupaye hoon seene mein kisi ki ek nisaani kisi ki ek nisaani kaise mana lun aansoo apne bhaag hi mujhse rooth gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya
tarari arari arari tarari arari arari yeh sawan rut tum aur hum tararara rum tararara rum taa rum pum taa rum pum tararumpum hmm hmmm hmmm hmmm tarari arari arari tarari arari arari dil naache re chham chham chham tararara rum tararara rum taa rum pum taa rum pum tararumpum hmm hmmm hmmm hmmm aankhon mein tum le ke pyaar aa gaye gulshan mein ban kar bahaar aa gaye dekho wo kaliyon ko aayi hansi baadal ki chhaya mein naache khushi tu hai to phir kya hai ghum tararara rum tararara rum taa rum pum taa rum pum tararumpum hmm hmmm hmmm hmmm kehta hai dil mera chaliye wahan har din ho saawan hi saawan jahan hum tum ho rimjhim ka ik saaz ho bas teri aur meri awaaz ho gaayein mil mil ke har dum tara rara ra aara rara ra taa rum pum taa rum pum tararumpum hmm hmmm hmmm hmmm tarari arari arari
ankhiyaan milaa ke channa aavin naa judaayi ve ankhiyaan milaa ke channa aavin naa judaayi ve deve na taane mainu saari khudaayi ve ankhiyaan milaa ke aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa taare hain baraati chaandani hai ye baarat saaton phere honge ab haathon mein le ke haath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum re jeevan saathi hum diyaa aur baati hum taare hain baraati chaandani hai ye baarat saaton phere honge ab haathon mein le ke haath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum jeevan saathi hum diyaa aur baati hum taare hain baraati chaandani hai ye baarat ganga jamuna se bhi paawan tera mera bandhan tera prem hai phulwaari aur mera mann hai aangan janmon janmon ka hi sajni tera mera saath saaton phere honge ab haathon mein le ke haath jeevan saathi hum diyaa aur baati hum jeevan saathi hum diyaa aur baati hum tu hai jeevan mein jo preetam
tark e ulfat ka sila pa bhi liya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe tujh se bichhda to yeh hone laga ehsaas mujhe apne haathon se koyee zahar piya hai maine ab to aajaa gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha saamne apne khada hoon kisi mujrim ki traha aaj to sharm se moonh dhamp liya hai maine ab to aajaa jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko ek na ek roz to aana hi padega tujh ko dil ka darwaza khulla chhod diya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa
taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga dil tujhe yaad kare haaye fariyaad kare dil tujhe yaad kare haaye fariyaad kare pedon ki chaanv tale tera intezaar kare pedon ki chaanv tale tera intezaar kare tera intezaar kare saanjh sakaare dil ye pukaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga haal e dil jaan le tu humko pehchaan le tu haal e dil jaan le tu humko pehchaan le tu hum koi gair nahin baat ye maan le tu hum koi gair nahin baat ye maan le tu baat ye maan le tu hum hai bichaare duniyaa ke maare pyaase hain armaan aa mere pyaare aana hi hoga tujhe aana hi hoga aana hi hoga taaron se pyaare dil ke ishaare pyaase hain armaan aa mere
tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti ik khwaab sa dekha hai taabeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti bedard muhabbat ka itna sa hai afsana bedard muhabbat ka itna sa hai afsana nazaron se mili nazaren main ho gaya deewana ab dil ke bahalne ki tadbeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao tarsi huyi aankhon ko phir shaqal dikha jaao mujhse to meri bigdi taqdeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon
tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se dekha hai tujhe maine mohabbat ki nazar se arre mohabbat ki nazar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se jitne bhi mile rang wo sab bhar diye tujh mein haaye bhar diye tujh mein ik rang e wafa aur hai laaun wo kidhar se are laaun wo kidhar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se saawan teri zulfon se ghata maang ke laya haaye mang ke laya bijali ne churayi hai tadap teri nazar se are tadap teri nazar se main dil mein bulakar tujhe rukhsat na karoonga haaye rukhsat na karoonga mushkil hai tera laut ke jaana mere ghar se are jaana mere ghar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se
tasveer e mohabbat thi jismein humne wo sheesha tod diya tod diya tod diya ho o o o o humne wo sheesha tod diya tod diya tod diya hans hans ke jeena seekh liya ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya aa aa aa aa ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya phir hai jhankaar wohi phir hai bazaar wohi phir hansi shaam wohi phir mera kaam wohi phir hansi shaam wohi phir mera kaam wohi yaa dil ke tukde kar daale yaa dil ko dil se jod diya jod diya jod diya ho o o o o yaa dil ko dil se jod diya jod diya jod diya dil ki aawaaz hai kya ho oo oo jaane ye raaz hai kyaa dil ki aawaaz hai kya jaane ye raaz hai kya aaj samjhe to koi humse puchhe to koi humse puchhe to koi yaa khud hi muhabbat toot gayi yaa humne pyaar tod diya tod diya tod diya ho o o o o hans hans ke jeena seekh liya ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya pyaar ka naamo nishaan aaj duniyaa mein kahaan pyaar ka naamo nishaan aaj duniyaa mein kahaan dil ko jab thes lagi aayi
tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum nain kiye neeche neeche rahun tere peechhe peechhe chalun kisi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil jhuke jahaan palken teri khule jahaan zulfen teri rahun ussi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein toofan
raam ji ki chaal dekho aankhon ki majaal dekho karein ye dhamaal dekho arey dil ko tum sambhal dekho arey raam ji ki chaal dekho aankhon ki majaal dekho karein ye dhamaal dekho arey dil ko tum sambhal dekho arey chaal dekho dhaal dekho ragon mein ubaal dekho raam ji ka pyaar dekho seena bhi tataar dekho haan raam ji ka pyaar dekho seena bhi tataar dekho baatein tez kataar dekho tewar ki talwaar dekho arey aar dekho paar dekho aar dekho paar dekho dil se jude taar dekho arey bair se ye bair kare prem ki ye dhaal dekho raam ji ke taav dekho nazar mein alaav dekho haan raam ji ke taav dekho nazar mein alaav dekho khelein kaise daav dekho bhar de saare ghaav dekho arey haav dekho bhaav dekho haav dekho bhaav dekho dhoop mein parchhav dekho arey jo bhi sune gaye jhoome chhede aisi taal dekho
o mahiyaa o mahiyaa o mahiyaa haa aa o mahiyaa o aja mahi dhoonde ye ankhiyan tak tak rava haai main thakia jogan banke pal pal main tarsu mil jao tum mil jaye duniya ho tu hi deewangi tu hi awaargi rabba mere tu hi meri zindagi tauba tauba ishq main kariya tauba tauba ishq main kariya tauba tauba ishq main kariya tauba tauba ishq main kariya o mahiyaa o mahiyaa o mahiyaa haa aa o mahiyaa o maula mera dil na toote maula mera pyaar na roothe maula meri preet na choote ishq mera faryaad lagaye maula mujhe kuchh na suhaye maula sudh budh udd jaye maula hothon pe duayein ishq mera faryaad lagaye oo ruh ki tajgi husn ki saadgi rabba mere tu hi meri zindagi tauba tauba ishq main kariya tauba tauba ishq main kariya tauba tauba ishq main kariya tauba tauba ishq main kariya ho allah ye barse ankhiyan allah roshan kar duniya allah daman main ho khushiyan haai wari main tujhpe jaoon allah mera deewanapan allah ho gayi bairagan allah mil jaye ranjan tere dar se khali na jaoon
tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do jaane kiski baat karun main jaane kiska naam loon thodi der ruko main dhak dhak karte dil ko thaam loon dhak dhak dhak dhak dhak dhak mera dil hai deewana deewanon ka deewana deewane ko samjhane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do aa aa aa aa ha ha ha ha o ho ho ho o ho ho ho main bebas hoon tere bas mein mujhko ye ikraar hai par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hai ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aisa mauqa to aane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tumne socha hoga main aurat hoon main kamzor hoon main ghar mein kuchh aur hoon ghar se bahar kuch main aur hoon main haseena tum daaku main hoon sheesha tum patthar sheesha patthar takrane do aane
tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain qayaamat hai kya teri angdaayiyaan hain bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho ye sab teri soorat ki parchhaaiyaan hain ke tann se udtaa gulaal kahaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tap Tap Tapori Baaghi (1990) 03:54 39483
 
Poster of Baaghi (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 03:54   Song Number : 39483   

Taqdeer Jaga Kar Aayi Dulari (1949) 03:20 32403
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:20   Song Number : 32403   

Taqdeer Ka (Male) Sehra (1963) 04:31 14192
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prashant
Raag- 
Des
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:31   Song Number : 14192   

Taqdeer Ka Badshah Taqdeer Ka Badshah (1982) 07:39 40426
 
Poster of Taqdeer Ka Badshah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 07:39   Song Number : 40426   

Taqdeer Ka Fasana (Female) Sehra (1963) 05:38 37665
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 05:38   Song Number : 37665   

Taqdeer Kahaan Le Jaayegi Maloom Nahin Sanjh Aur Savera (1964) 03:17 16312
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:17   Song Number : 16312   

Taqdeer Ke Kalam Se Be-Reham (1980) 04:47 16207
 
Poster of Be-Reham (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:47   Song Number : 16207   

Tara Toote Duniya Dekhe Malhar (1951) 03:27 13671
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 03:27   Song Number : 13671   

Tarari Tarari Dastan (1950) 02:43 32239
 
Poster of Dastan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Suraiya
Duration : 02:43   Song Number : 32239   

Tare Hain Baraati Virasat (1998) 06:34 21271
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik, S P Venkatesh
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Pooja Batra
Duration : 06:34   Song Number : 21271   

Tark E Ulfat Ka Sila Pa Bhi Liya Dil Mera Dharkan Teri (1968) 03:51 36429
 
Poster of Dil Mera Dharkan Teri (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Master Inayat Hussain
Singer- 
Mehdi Hassan
On Screen Actors- 
Waheed Murad, Shamim Ara
Duration : 03:51   Song Number : 36429   

Taron Se Pyaare Dil Ke Ishaare Diwana (1967) 04:13 31104
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Saira Banu
Duration : 04:13   Song Number : 31104   

Tasveer Banata Hoon Bara-dari (1955) 03:31 12834
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Chadrashekhar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 12834   

Tasveer Banata Hoon Teri Khoon Deewana (1952) 03:10 31000
 
Poster of Deewana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Suresh, Madan Puri
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:10   Song Number : 31000   

Tasveer E Mohabbat Sunghursh (1968) 04:18 32142
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayantimala
Duration : 04:18   Song Number : 32142   

Tasveer Teri Dil Mein Maya (1961) 04:30 11875
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 11875   

Tattad Tattad Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 05:00 37657
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Aditya Narayan
On Screen Actors- 
Ranveer Singh
Duration : 05:00   Song Number : 37657   

Tauba Tauba Kaal (2005) 05:06 16883
 
Poster of Kaal (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Salim, Sulaiman
Duration : 05:06   Song Number : 16883   

Tauba Tauba Kya Hoga Mr Natwarlal (1979) 04:12 13784
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:12   Song Number : 13784   

Tauba Ye Matwali Chaal Patthar Ke Sanam (1967) 07:29 21276
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mumtaz
Duration : 07:29   Song Number : 21276